Aaj mere halath aise nahee ki,
Maine haash saku.
Aaj mere halath aise nahee ki,
Maine kuch kar saku.
Aaj Mere halath aise nahee ki ,
Maine sabr Karu.
Aaj mere halath aise nahee ki,
Maine Ous Dard ko Albidha kahoo
Joh na jaane kaha se umad pada hai.
" Ha-ha Aaj maine bikhar chuki ho
Vaise he jaise toofan ke badh ka nazara hoo..
Vaise he jaise samshaan may...
Jalthe hue samadhi pe rone ke baadh ka sanatha hoo"
Vaise he jaise,kaali rath ka gehra kalapan
Zindagi may chaya ho."
Maine haash saku.
Aaj mere halath aise nahee ki,
Maine kuch kar saku.
Aaj Mere halath aise nahee ki ,
Maine sabr Karu.
Aaj mere halath aise nahee ki,
Maine Ous Dard ko Albidha kahoo
Joh na jaane kaha se umad pada hai.
" Kya Kahoo :-
Halatho ke majburi ne
Aaj aise mujh ko jakdha hai
Agar janjiro se bhi jakda hota,
toh sayadh ounka bajan utna na hota,
Jitna en majburiya ne kakda hai.....
Aaj mere haalath aise nahee
ki maine haash saku
Aaj mere haalath aise nahee
Ki Maine kuch kar saku"
Vaise he jaise toofan ke badh ka nazara hoo..
Vaise he jaise samshaan may...
Jalthe hue samadhi pe rone ke baadh ka sanatha hoo"
Vaise he jaise,kaali rath ka gehra kalapan
Zindagi may chaya ho."
"Ha -ha Aaj maine bikar chuki Hoo.
Apne en haalatho pe,
Apne en Jajhbatho pe,
Jazbatho se uljhe en Sawalo se,
Ki Kyo aaj mere halath asie hai
Kyo Maine Cha kar bhi kuch kar nahe sakthi.
Or haalatho ko dosh de rahee hoo
Jabki Koshish Maine hee nahee ki"
No comments:
Post a Comment